TRY-ONCE | Solution For Everything under one roof.

What is the right time to visit Gym and what is the Advantage and Disadvantage of visiting gym जिम जाने का सही समय क्या है और इसके फायदे और नुकसान क्या-क्या हैं?

Gym 16-18 ke bich join kar lena chahiye agar aap apne aap ko fit-fine aur active rakhna chahte hai to-

Chaliye aapko gym jane ke fayde aur nuksan  ke bare me batate hai:-

Chaliye pahle Gym jane ke Advantage (Fyede) ke bare me jante hai !
Agar aap gym jana start karte hai to aap apne aap ko pure energetic maheshus karte hai, Aur sath hi sath aapka blood sarkulation achha rehta hai aur cholesterol mainten rehta hai jiski wajah se aapka health aacha rehta hai 
Aaiye ak-ak karke iske fayde ko samjhe:-
Advantage:- 
1. Gym jane se aap hamesa swasth rahte hai
2. Gym jane se dimag aur body dono pure din active raheta hai 
3. Gym jane se aap aapne aap ko pure din energetic mehshus karte hai 
4. Gym jane se nind achhi aati hai 
5. Gym jane se manshik aur sharirik tanav kam hota hai 
6. Gym jane se atma-viswas badhta hai
7. Gym jane se aapka wajan ak saman rehta hai
8. Gym jane se body aur face pe glow rehta hai
9. Gym jane se aap hamesa young dikhte hai
10. Gym jane se achhi achhi chijh khate hai

Chaliye ab kuchh gym ke disadvantage (nuksan) ko jan lete hai,
Disadvantage:-
1. Jyada exercise krne se aap active ki jagah thakan maheshus karte hai 
2. Jyada exercise karne se nind ki problem hoti hai 
3. Jyada exercise karne se gussa jyada aata hai
4. Jyada exercise karne se aap jald-jald bimar ho sakte hai 
5. Jyada exercise karne se body pain vi hota hai 
6. gym chhorne se wajan teji se badhta hai  

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *